KAASH...
Kaash wo lamha wahi tham jata,
Jab apse hmari mulaqat hui thi.
Kch kaha apne fir kch hmne btaya,
Sunte sunate wo do baat hui thi.
Kaash wo lamha wahi tham jaata,
Jab apse hmari mulaqat hui thi.
Fir milne ko apse wo dil ka machalna,
Wo ghanton hmari baton ka chalna,
Wo apko bulana aur intezaar karna,
Ek baar aur fir kai baar krna.
Is hi par fir apko shikayat hui thi,
Kaash wo lamha wahi tham jata,
Jab apse hmari mulaqat hui thi.
Maani apki baat sirf apke khatir,
Band krdi mulaqat sirf apke khatir.
Ye jaan kr bhi k bandhan kamzor hoga,
Qurbaan kr dia sath sirf apke khatir.
Is hi aasre pr k aap yaad kroge,
Bitaya har lamha apko yaad krke
Jab dekha na mili koi khabar fir waha se,
Smjha lia khud ko khud hi baat krke.
Un guzre lamho ko yaadon me bsa kr,
Tere tohfon ko apne dil me saja kr.
Bargahe Khuda me hathon ko utha kr,
Teri khushiyon k lie fir Ibadat ki thi.
Kaash wo lamha wahi tham jata,
Jab apse hmari mulaqat hui thi.
Jab se suna k aap ho rahe praye.
Dil najane q ye udas hai.
Ek baar aake wo do baat kr lo,
Keh do k tmhe bhi wo ehsas hai.
Sach kehta hu, ye wada hai mera..
Is baar ye lamha yahi thaam lunga,
Aur fir dubara ye kbi na kahunga..
Ke…
“Kaash wo lamha wahi tham jata,
Jab apse hmari mulaqat hui thi.”
Jab apse hmari mulaqat hui thi.
Kch kaha apne fir kch hmne btaya,
Sunte sunate wo do baat hui thi.
Kaash wo lamha wahi tham jaata,
Jab apse hmari mulaqat hui thi.
Fir milne ko apse wo dil ka machalna,
Wo ghanton hmari baton ka chalna,
Wo apko bulana aur intezaar karna,
Ek baar aur fir kai baar krna.
Is hi par fir apko shikayat hui thi,
Kaash wo lamha wahi tham jata,
Jab apse hmari mulaqat hui thi.
Maani apki baat sirf apke khatir,
Band krdi mulaqat sirf apke khatir.
Ye jaan kr bhi k bandhan kamzor hoga,
Qurbaan kr dia sath sirf apke khatir.
Is hi aasre pr k aap yaad kroge,
Bitaya har lamha apko yaad krke
Jab dekha na mili koi khabar fir waha se,
Smjha lia khud ko khud hi baat krke.
Un guzre lamho ko yaadon me bsa kr,
Tere tohfon ko apne dil me saja kr.
Bargahe Khuda me hathon ko utha kr,
Teri khushiyon k lie fir Ibadat ki thi.
Kaash wo lamha wahi tham jata,
Jab apse hmari mulaqat hui thi.
Jab se suna k aap ho rahe praye.
Dil najane q ye udas hai.
Ek baar aake wo do baat kr lo,
Keh do k tmhe bhi wo ehsas hai.
Sach kehta hu, ye wada hai mera..
Is baar ye lamha yahi thaam lunga,
Aur fir dubara ye kbi na kahunga..
Ke…
“Kaash wo lamha wahi tham jata,
Jab apse hmari mulaqat hui thi.”
Comments