Kehne ko mere sath koi dusra nahi tha.. Par aj jab ghar lauta, main tanha nai tha.. Guzre hain kafi chehre nigaho se lekin.. Aaj tak koi chehra aapsa nai tha..
Aaj ki subah ne dekha, ek alag khursheed hai.. Na koi raunak dikhi, na farokh-o-khareed hai.. Wo jo qaabil-e-deed the, aaj bas hasrat-e-deed hai.. Na dawatein, na tohfe, ye kaisi Eid hai? By Fawad @Falsafa-e-Fawad
Comments